Main Ki Karaan - Sonu Nigam, Romy Lyrics
| Singer | Sonu Nigam, Romy |
| Music | Pritam |
| Song Writer | Amitabh Bhattacharya |
Tumko
Pehli baar maine dekha
Baar baar phir se dekha
Dekh ke bhi dil nahin bhara
Main ki karaan
Tum se
Kar ke meethi meethi baatein
Jaag ke guzaarun raatein
Baavla hua hun iss tarah
Main ki karaan
Tere bin kahin dil naiyyo lagda
Banke kamla tainu hi takdaa
Mujh ko
Baaqi duniya se saari
Lagti sirf tum ho pyaari
Ho mujhe pasand iss tarha
Main ki Karaan
Reh ke paas tere
Sau pachaas mere
Ghante beet jaayein
Ab toh paanch hi minute mein
Aisa kyon
Ban gaya nikhattu
Ho ke tujh pe lattu
Romeo hua tha jaise
Lattu Juliet pe
Aisa kyon
Mere
Hosh gum huye hain aise
Shabdon mein bataaun kaise
Samjho bhaavnaaon ko zara
Main ki karaan
Tumko
Pehli baar maine dekha
Baar baar phir se dekha
Dekh ke bhi dil nahin bhara
Main ki karaan
Tere bin kahin dil naiyyo lagda
Banke kamla tainu hi takdaa
Mujh ko
Baaqi duniya se saari
Lagti sirf tum ho pyaari
Ho mujhe pasand iss tarha
Main ki karaan
0 comments:
Post a Comment