Chumma Chumma - Nakash Aziz, Neeti Mohan Lyrics
| Singer | Nakash Aziz, Neeti Mohan |
| Music | Amol - Abhishek |
| Song Writer | Abhishek Talented |
Dil se awara par ghar tere aya tha
Leke sang sehra baraat bhi laya tha
Ek hi jhalak me hum tere ho jayenge
Delhi se aaye hain dil bhi le jayenge
Ek nahi 200 se jhagde karein hai
Teri muskaan liye
Haathon mein jaan liye
Chatt ke niche khade hai
Teekhi si baaton ko meethi hawa de ke
Dil ye tabah karta hai
Bus Chumma Chumma karta
Jaane kaisa nasha karta hai
Bus Chumma Chumma karta hai
Itr laga ke Roz roz aake
Kahe tu humpe hai Hai dora lagaye
Tu bata de Kya tu chahye
Kahe tu humse hai
Sapne sajaye
Tere liye jaan kaafi lafde karein hai
Ek nahi 200 se jhagde karein hai
Teri muskaan liye
Haathon mein jaan liye
Chatt ke niche khade hai
Teekhi si baaton ko meethi hawa de ke
Dil ye tabah karta hai
Bus Chumma Chumma karta
Jaane kaisa nasha karta hai
Bus Chumma Chumma karta hai
0 comments:
Post a Comment