Saathiya - Zahrah S. Khan, Nikhil D'Souza Lyrics
| Singer | Zahrah S. Khan, Nikhil D'Souza |
| Music | Tanishk Bagchi |
| Song Writer | Tanishk Bagchi |
Reh jaa bhi mujhme kahin Dil ko zaroorat teri
Tu paas hai to ehsaas hai Ke main mujhme tha hi nahi
Tu mera-mera saara tera Meri baaton pe kar le yaqeen
Ke oh saathiya-saathiya Tere bin jiya kya jiya
Teri kahani main jaanti hoon Meri kahani tu jaan le
Teri wajah se chalne lage hain Meri yeh saanson ke silsile
Jo bhi hoon tera hi hoon Meri baaton pe kar le yaqeen
Ke oh saathiya-saathiya Tere bin jiya kya jiya
Tu mera tu mera ban gaya hai Tu mera tu mera jo hua hai
Tu mera tu mera Main bhi teri saathiya
Ke oh saathiya-saathiya Tere bin jiya kya jiya
0 comments:
Post a Comment