Thaar Maar Thakkar Maar - Shreya Ghoshal Lyrics
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Music | Thaman S |
| Song Writer | Vimal Kashyap |
Boss log aaya rey base badhaaya rey
Mauj karein fate tey aish karen aish karen
Bhai log aaya rey festival laaya rey
Sabko nachaaya rey jhoomare jhoomare
Hain chaaro taraf yahan-wahan charche inhi ke
Hey aafat bhi salaam kare inko adab se
Ye jahan bhi hain jaate bas yahi nazar aate
Hey tollywood se bollywood tak thaar maarenge
Thaar maar maar maar thaar maar takar maar
Takar takar takar takar takar maar
Boss log aaya rey base badhaaya rey
Mauj karein fate tey aish karen aish karen
God father aaya rey festival laaya rey
Sabko nachaaya rey jhoomare jhoomare
Maar....
Entry jahaan bhi leta tu game sabka change kar deta tu
Har dil pe chaaya rehta tu jalwa_jalaal tera dhaansu
Chaahe jise use hi tu crazy banaade
Hey nigaahon se nigaahon ke raaz churaale
Hey dil mein dimag hai rey hai dimag mein bhi dil rey
Are sheron ke bhi hosh ke tote udaade
Thaar maar takar maar takar maar....
Boss log aaya rey base badhaaya rey
Mauj karein fate tey aish karen aish karen
Baap log aaya rey sansani laaya rey
Dhoom machaaya rey jhoomare jhoomare
0 comments:
Post a Comment