Aaj Phir - Shrey Singhal Lyrics
| Singer | Shrey Singhal |
| Music | Shrey Singhal |
| Song Writer | Shrey Singhal |
Kyun ajnabi the tum paas hoke bhi
Kyun the laapata saath hoke bhi
Meri wajah tumhi se mera raabta tumhi se
Kehta aaj kal khud hi se
Dil ko tu mere deewana lagta hai
Aaj phir wo pal suhaana lagta hai
Aashiqui mein teri guzarte din mere
Yaadon ka mausam begaana lagta hai
Dil ko tu mere deewana lagta hai
Aaj phir wo pal suhaana lagta hai
Mile hain hum phir kyun gar rahenge hum juda
Kehdo na iss dafa rehena hai mera banke sada
Raatein ab meri tumhi se bheege bheege pal tumhi se
Mulaqatein meri tumhi se
Dil ko tu mere deewana lagta hai
Aaj phir wo pal suhaana lagta hai
0 comments:
Post a Comment